Why is shiksha important?

Shiksha smaj ka sabse bada ang hai joki humse koi chhin nahin sakta agar, ham Shiksha grahan karte hain to koi humse wapas nahin le sakta. Shiksha ek aisa chij hai jo manushya ko buddhiman banata hai hai tatha samaj mein ijjat pradan Karta hai tatha manushya ko ek achcha jivan jeene ki salah sikhata hai. Shiksha jivan mein har koi grahan kar sakta hai, pashu se lekar manushya tak..... Hamare desh mein shiksha ka bahut hi bada yogdan hai, yadi hamare pass shiksha nahin hota hai, to ham jivan mein jyadatar apne mukam ko Hansi nahin kar paate Hain tatha Jo hamara bhavishya mein kuchh banne ka sapna hota hai vah bhi pura nahin Ho pata kyunki ine sab ke liye hamen Shiksha ki jarurat hai. Shiksha hamare Rahane sahne ko aage tatha unnati ke Marg per le jata hai. Shiksha har chij se sabke liye anivarya hai Shiksha ka har koi upyog kar sakta hai Shiksha se log paise Kama sakte hain Shiksha se log Apne Parivar ko sambhal sakte hain Shiksha se log har ek vo kam kar sakte hain jo vah karna chahte hain pata unnati pradan karte Hain. Aaj ke is Yug mein kahin aise Bharat ke rajya hai Jahan Shiksha ko jyada Dhyan nahin diya jata jismein aage chalkar use vyakti ki Santan ko padhna padta hai tatha use kahin pyrogenic ka samna karna padta hai to Shiksha hamare Jeevan ke liye bahut hi anivarya vikalp hai. Bahut sare kaksha ki book kitab yah college ke book kitab tatha mahagyani logon ka Kiya kahana hai ki Shiksha manushya ki vyavahar ko vyakt Karta hai uski chaturthi Ko vyakt girta hai uski gyanita ko vyakt karta hai manushya hamesha apna Labh Nahin chahta agar uske pass Shiksha hota hai business kar sakta tha mein logon Ko have koi spasht roop se samajh sakta tha tatha Anya bhi Karan hai jisse Shiksha bahut adhik labhdayak hai sab ke liye Shiksha hamare Jeevan ke liye bahut hi labhdayak hai tatha vah hamare jivan ke liye bahut hi achcha hai tatha yah jivan Ko achcha banane mein madad Karta hai tatha yah jivan ke sabhi anivarya vikalpon ko ek achcha tatha unnati ke mar ki taraf le jata hai tatha yah logon Ko buddhiman banata hai. Shiksha manushya ka bahut hi achcha sadhan hai Ranjeet se bhi apni har samasyaon ka Samadhan nikal sakte hain tatha usse nipatne ki niyam ko Jaan sakta hai tatha sabko Shiksha pradan honi chahie yah hamare Desh ke liye bahut hi achcha chij hai. Bharat ke keral rajya mein Shiksha per jyada Dhyan Diya jata hai kyunki unhen pata hai ki Shiksha ek aisa sadhan hai jisse vahan ki Sanskriti tatha pratiyogi ki main Vikas Ho payega. Shiksha sabhi ke liye anivarya hai tatha ise jitna grahan kar sakte hain utna grahan karna chahie kyunki yah hamare Jeevan ke liye bahut hi labhdayak vikalp hai. Shiksha aur Jeevan ke liye bahut labhdayak hota hai tatha kasht nivaran hota hai.. Shiksha sab ke liye anivarya hai.

Enjoyed this article? Stay informed by joining our newsletter!

Comments

You must be logged in to post a comment.

About Author

Fun make teaching and understanding skills development of the students