tomoya apne group ke ek member se pyar karta Hain jiska naam Hain Hyui
starting main to ye feeling usko bahut cute aur sweet lagti Hain wo Hyui ko dekhta rehta uski care, uski har chiz ko notice karna aur usko pura karna,
lekin dheere dheere ke feeling jealousy main badalne lagti Hain ab usko bilkul nahi pasand ki hyui dusre member ke sath hase ya uske sath baithe
hyui ko agar koi bhi touch Kare to tomoya Jalan se pagal ho jaata Hain uske liye ye feeling bahut strong ho rahi hain, hyui kisi se baat na Kare sirf usse kare, koi hyui ko touch na Kare
aur kabhi hyui na ho tomoya ke sath to uska Mann nahi lagta Hain wo sirf Hyui ke baare main sochte rehta Hain
tomoya ko lagne lagta Hain ki wo Hyui ke Bina mar jayega
tomoya ka pyar Hyui ke liye bahut cute tha wo bahut jaldi jealous ho jaata hain aur rone bhi lagta Hain
tomoya top Hain aur Hyui bottom
tomoya ka Mann hyui ko kiss karne ka karta Hain tomoya ka dimag pagal ho jaata Hain usko samjh nahi aata wo aisa Kaise ho Gaya
hyui kuch bhi pehne tomoya ko wo bahut Jayda sundar lagta Hain
tomoya Hyui ko dikhana chahta Hain ki wo ek strong ladka Hain wo humesha hyui ke saamne hero banne ki kosis karta Hain
tomoya bahut soft Hain Hyui ke sath wo nahi chahta ki uski jalad baazi ke bajah se wo Hyui ko ruin de, wo Hyui ko touch karna chahta Hain lekin wo Hyui ko uncomfortable feel nahi karana chahta
tomoya ka pyar crush ke jaisa Hain usko apne younger se pyar hua jiska naam hyui Hain aur wo crush pure love ban Gaya Hain
You must be logged in to post a comment.